Home Kidney, bladder stones and address Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )

Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )

Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )

Jab pathri gurday sy nikal kar ureter main dakhil hoti hai to sakht dard hota hai… jise urf e aam main dard gurda kaha jata hai… gurday main pathri ki waja sy peeth main halka halka dard hota hai… jiski teesain raan tak jati hain… agar sham kay pishab ko sheeshi main rakha jaye to subha bhooray or sufeed rang kay zarat nazar aaingay… pishab ruk ruk aata hai…agar pathri masana main ho to saivan or sapari main dard hota hai… jab gurday sy koi pathri masana ki taraf jati hai to shadees dard hota hai… yeah dard mardoun main khusioun or ourtoun main zanana ezaye tansul tak jata hai..

Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )
mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

- Advertisment -
- Advertisment -

Most Popular